Shayri #1

Teri khubsurti ko jo maine kuch shabdo me utaara hai,

Ye to meri aankho me basaa tera sunhera nazaara hai;

Jiski ek jhalak paane ab pagal Hua ye nadaan zamaana hai,

Us zamaane me zinda ye shaayar bhi tera deewana hai….

                             ………. Sharzil ………..